Tuesday, 12 November 2013

guitar chords of sun raha hai na ro raha... from the movie aashiqui-2



Am)Apne karam kee kar (F)adaayein
(Am)Yaaraa, Yaaraa.. (G) yaaraa..

(Am)....(C)....(Dm)....(G)

(Am)Mujh ko Iraade de
(F)Kasmein de, Vaade de
(G)Meri duaaon ke ishaaron ko (Em)sahaare de (F)
(Am)Dil ko thikaaney de
(F)Naye bahaaney de
(G)Khwaabon ki baarishon ko
(Em)Mausam ke paimaane de (F)
(Am)Apne karam ki kar(D) Adaayein
(Am)Kar de idhar bhi (D)Tu Nigaahein

(Am)Sun rahaa hai naa tu
(G)Ro rahaa hoon main
(F)Sun raha hai naa tu
(C)Kyun ro raha hoon main

(Am)Sun rahaa hai naa tu
(G)Ro rahaa hoon main
(F)Sun raha hai naa tu
(Dm)Kyun ro raha hoon (F) Main

(Am)Manzilein (G) Ruswa hain
(E)Khoyaa hai(F) Raasta (C)
(E)Aaye le Jaaye(G)
(E)Itni (F) Si Iltijaa(C)
(Dm)Te meri Zamaanat Hai(C)
(Dm)Tu meri Amaanat Hai..(C)
(E) Haan....

(Am)Apne karam ki kar(D) Adaayein
(Am)Kar de idhar bhi (D) Tu Nigaahein

(Am)Sun rahaa hai naa tu
(G)Ro rahaa hoon main
(F)Sun raha hai naa tu
(Dm)Kyun ro raha hoon (F) main...

No comments:

DAY IS GONE Guitar Chords by Noah Gundersen

[Verse ]          Am           F                              C Take it back, I would take it back. For just another minute, just another   ...